Error Code P1457 | Evaporative Emissions Control System Leakage EVAP Canister System | Honda

 
Error code p1457 honda
Error code p1457 honda

Mumkin Wajoohat:

  1. Tank se jo hawa ka pipe purge valve mein jata hai issay check karein ke kahein se leeking to nhi.
  2. Fuel Tank ka Dhakna check karein tight hai ya nhi
  3. Fuel tank ka Dhakna laga hua hai k nhi


Yeh jub code show ho raha hai to Sub se pehle Ap yeh tasalli karne ke liay fuel tank ka Dhakna kholein aur Ghor se kholein ke jaise he ap dhakna kholte hein dakna hawa ko baher phoonkta hai ( blow ) karta hai ya nhi, Agar nhi karta to Ap aisa karein ke purge control valve se pipe utarein aur ussay kisi cheaz se net se ya kisi bhi cheaz se us ka muh band kar dein yad rahe us pipe ka muh band karna hai jo tenki ki taraf hawa wala pipe jata hai aur ab 5 km ki drive karein aur wapis shop pe la ke ab phir dakhna kholeon aur dakhein ke tanki hawa blow karti hai bahir ya nhi, Agar nhi karti to is ka matlab hai ke tanki mein leaking hai aur agar karti hai to is ka matlb hai ke perge control valce mein koi masla hai aur woh kam nhi kar raha.

Purge Control valce kaise check karein

Purge control valve kaisa hota hai.

Post a Comment

Thanks for comment

http://youtube.com/efiautos

To be published, comments must be reviewed by the administrator *

Previous Post Next Post