Error Code P1456 | Evaporative Emissions Control System Leakage Fuel Tank | HONDA



Mumkin Wajuhat:

  1. Petrol ki tanki ka dakna theak se tight na hona.
  2. Ya Tanki ka dakna na laga hona
  3. Tanki ke Main Pipes ka lose hona.


Informations:

Yeh nizam companies ne is liay istamal mein laya hai ke fuel tank mein mojood
hawa jis mein petrol ke zarrat hote hein, woh kharaj ho kar mahol ko alooda na
kare aur dusra faida yeh hai ke engine is hawa mein mojood petrol ke zarrat ko
istamal karta hai, aur engine ki taqat barhata hai.

Agar ap car scan karte hein aur yeh code a raha hai to tasalli se oper batai gai
wajuhat ka zaroor mahina karein.

waise is problem ke related honda accord mein 3 tarha ke code ate hein

Yeh link bhi dakhein helpful ho sakta hai

Error Code P1457 | Evaporative Emissions Control System Leakage EVAP Canister System | Honda

How to check Purge control valve is working any vehicle

Post a Comment

Thanks for comment

http://youtube.com/efiautos

To be published, comments must be reviewed by the administrator *

Previous Post Next Post